Hindi Movie Songs on Life and Philosophy

Here are some of the songs from Hindi Movies which I have found to be quite motivational in nature. These are mostly on Life and Philosophy and offer profound thoughts and insights.

Ae Zindagi Gale Laga Le, Hamne Bhi Tere Har Ek Gham Ko Gale Se Lagaya Hai, Hai Na...
Zindagi Kaisi Hai Paheli Hai, Kabhi Yeh Hasaye Kabhi To Rulaye...
Rote Rote Hasna Seekho, Haste Haste Rona... Jitni Chaabi Bhari Ram Ne, Utna Chale Khilona...
Aadmi Musafir Hai, Aata Hai Yeh Jaata Hai, Aata Jaate Raste Main Yaadein Chhod Jaata Hai...
Zindagi Ke Safar Main Gujar Jaate Hain Jo Makaam, Woh Phir Nahin Aate...
Tujshe Naraaz Nahin Zindagi, Hairaan Hun Main... Tere Masoom Sawalaon Se Pareshaan Hun Main...
Ham Na Samjhe The, Baat Itni Si, Khawab Seeshe Ke, Duniya Pathar Ki
Musafir Hun Yaaron, Na Ghar Hai Na Thikana, Mujhe Chalte Jaana Hai Bas Chalte Jaana...
Badi Sooni Sooni Hai, Zindagi Yeh Zindagi...
Jindagi Hasne Gaane Ke Liye Hai Pal Do Pal, Ise Khona Nahin Kho Ke Rona Nahin
Itni Shakti Hamein De Na Daata, Man Ka Vishwas Kamjor Ho Na
Sochna Kya, Jo Bhi Hoga Dekha Jaayega

No comments:

Post a Comment